Pages

Sunday, January 9, 2011

Ajeeb Shaks

Ajeeb shakhas tha kesa mzaaj rakhta hai !
Saath  reh  kar  b  ikhtalaaf  rakhta   tha !

Main  kiun na daad  doon  us k  fan  ki !
Mere har sawal ka pehly he jawab rakhta tha !

Wo to  Roshnion  ka  basi  tha   magar  !
Meri andhair Nagri ka bara khyal rakhta tha !

Muahabbat  to  usy  kisi  aor se shayed !
Hum  se to  younhi  hansi mazaaq rakhta tha !
 
By: Unknown

No comments:

Post a Comment