Pages

Tuesday, January 18, 2011

Piyar Naam Hai Wafa Ka

piyar naam hai wafa ka
piyar mein bewafai nahin hoti

agar piyar kiya jaye suche dil se
to us piyar mein mehbo0b ki ruswai nahin hoti

hamari chahat ne humain dewana bana diya us ka
mohabbat mein kami hoti to ya dewangi nahin hoti

mohabbat ne bhi zakhm diya hai is dil ko
ab to mar kar bhi an ki bahar pai nahin hoti

ab to maan ja ay sanam os khuda ki khudai ko
agar aisa na hota to ye uski khudai nahin hoti

yehi zindagi hai or yehi mot hai
aise hi mar jane mein roswai nahin hoti

main to jeena sekh gaya hon tere bager
main to jee na pata agar ye judai nahin hoti

By: Unknown

No comments:

Post a Comment